Hadith Qudsi : Allah Subahanhu farmata hain Tu kharch kar main tujh par kharch karunga
(Allah Subahanhu Says Spend , I Shall Spend you)
Sa'd bin Abi Waqqas Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum jab hi ( Allah ki raah mein) kharch karogey tumhey uska sawab milega yahan tak ki us luqmey par bhi sawab milega jo tum Apni Biwi ke munh mein raktey ho.
Sahih Bukhari,vol 8, 6733
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah taala fermata hai Eh Ibn Aadam tu kharch kar main tujh par kharch karunga (yani aur ata karunga).
Sahih Bukhari, 5352
------------------------------------------
English Translation:
Narrated Sa'd bin Abi Waqqas Radi Allahu Anhu And whatever you spend (for Allah's sake) you will be rewarded for it, even for a morsel of food which you may put in the mouth of your wife
Sahih Bukhari,Vol8, Book80,Number 725
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "Allah said, 'O son of Adam! Spend, and I shall spend on you."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 64, No. 264

__,_._,___
0 comments:
Post a Comment