jis simt bhi dekhon nazar aata hai k tum ho
Aey jan e jahan ye tum sa hai koi
k tum ho
Ye khwab hai khushboo hai k jhunka hai k pal hai
Ye dhund hai'badal hai k saya hai
k tum ho
Is deed ki saat main kai rang hain larzaan
Main hon k koi aur hai' dunya hai
k tum ho
Dekho ye ksi aur ki aankhen hain k meri
Dekho ye ksi aur ka chehra hai
k tum ho
Ye omar e garezan kaheen thare to ye jano
Har saans main mujh ko yahi lagta hai
k tum ho
From: vipan chawla <iamvipan@yahoo. com>
To: Rukhsana@yahoogroup
s.comSent: Mon, March 22, 2010 5:54:40 AM
Subject: [RUKHSANA] Re: AAP KI BE-RUKHI
Kisi Ki Zindagi Tum Ho Kisi Ki Har Khushi Tum Ho Kisi Ki Kwahish Ho Tum Kabhi Ek Pal Ko Soncho Toh Tumhari Laparwahi Ne Tumhari Beniyazi Ne Kisi Ko Maar Dala Hai Koi Zinda Toh Hai Laikin Faqat Woh Saans Leta Hai Kabhi Ek Pal Ko Soncho Toh
From: *~*Shahnaz Ali *~* <shahnazali786@ yahoo.com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Fri, March 19, 2010 10:42:19 AM
Subject: [RUKHSANA] Re: AAP KI BE-RUKHI
Kiya hai tumne hamse ek wada yaad rakhna, Bhool na jaana kahin apna irada yaad rakhna.
Ab na hamein rulana tum, ab na door jaana tum, Pehle hi seh chuke hain dukh itne zyada yaad rakhna.
Dil to na dukhaoge mujhe chod to na jaoge, Dil mein hi base ho tum ab ise abaad rakhna.
Tum jo chod jaoge hum to mar hi jayeinge, Tumhare dum se hai zindagi sirf itna yaad rakhna.
Chahaton ki duniya mein roshni tumhi se hai, Dil tod kar humein chod kar kahin na jaana yaad rakhna!!! |
From: vipan chawla <iamvipan@yahoo. com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Thu, 18 March, 2010 7:20:09 PM
Subject: [RUKHSANA] Re: AAP KI BE-RUKHI magroor hoon, par garoor nahin
Sirf ek bar, ishara kar do
guzra hua wakt nahin jo aa na sakoon! From: Shahnaz Ali <shahnazali786@ yahoo.com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Thu, March 18, 2010 4:28:39 PM
Subject: [RUKHSANA] Re: AAP KI BE-RUKHI
Aye khuda aaj ye faisla karde
Use mera ya mujhe uska karde,
Bahut mushkil lagta hai us se door rehna,
Judai ke is safar ko kam karde,
Nahi likha agar mere naseeb mein uska pyaar,
Khatam kar ye zindagi aur mujhe FANAH karde....! From: vipan chawla <iamvipan@yahoo. com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Wed, 17 March, 2010 11:04:12 AM
Subject: [RUKHSANA] Re: AAP KI BE-RUKHI
Mujhe Ik Gali Men Para Hoa, apnay hi dard Ka Khat Mila
Kaheen Khoon-E-Dil Sey Likha Hoa, Kaheen Ansoon Sey Mita Hoa
Hamain To Ye Bhi Haq Nahi, Ke Shareeq Bazam Kohlos Hon
Na Chehray Pey Apny Naqab Hai, Na Kuch Asteen Men Chupha Hoa.
From: Duaago DR. <dr.duaago@yahoo. com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Tue, March 16, 2010 9:17:48 PM
Subject: [RUKHSANA] Re: AAP KI BE-RUKHI
Ajnabi sorten Ajnabi guftago
Kis se pochon k ab main kahan aagya
Rah ki kulfaten Yaad aane lagen
Apni manzil par jab kaarwan aagya
Koi aaya na Dil joi k waste
Dil dukhane ko sara jahan aagya
From: Duaago DR. <dr.duaago@yahoo. com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Tue, 16 March, 2010 2:48:27 AM
Subject: [RUKHSANA] Re: :AAP KI BE-RUKHI
Tum kabhi mujhe aankhon se pukaro Faraz
Ye honton ka takaluf to zamane k liey hai
From: llolli bobby <llolli_bobby@ yahoo.com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Mon, March 15, 2010 6:33:26 PM
Subject: [RUKHSANA] Re:AAP KI BE-RUKHI
Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota, Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota, Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main, Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota. Lilly
From: vipan chawla <iamvipan@yahoo. com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Sun, 14 March, 2010 3:10:56 PM
Subject: [RUKHSANA] Re:AAP KI BE-RUKHI
Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,
Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,
Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,
Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota...
From: llolli bobby <llolli_bobby@ yahoo.com>
To: Rukhsana@yahoogroup s.com
Sent: Sun, March 14, 2010 4:33:26 AM
Subject: [RUKHSANA] Re:AAP KI BE-RUKHI
Ay karwan_e_lala_ o_gul tum ko yad ho
Ham mir_e_karwan they abhi kal ki bat hai
Jin doston ki aaj kami hai hayat mein
Wo apne darmian they abhi kal ki bat hai
Lilly
From: vipan chawla <iamvipan@yahoo. com>
To: Our Group Rukhsana <Rukhsana@yahoogroup s.com>
Sent: Sat, 13 March, 2010 7:45:03 AM
Subject: [RUKHSANA] AAP KI BE-RUKHI