Bismillah irrahman Nirrahim
Hadith: Kisi aur ko Apna Walid na kaho…..
(Don't claims to be the son of a person other than your father)
Saad Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisney apney walid ke siwa kisi aur ka beta honey ka dawa kiya tye jantey huye ki wo iska walid nahi hai to Jannat us par haram hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 6766
Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Apney walid ka koi inkaar na karey kyunki jo apney walid se munh modta hai (yani kisi aur ko apna walid banata hai) ye kufr hai
Sahih Bukhari, vol 8, 6768
--------------------------------------------
English translation:
Narrated Sa'd Radi Allahu Anhu I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, "Whoever claims to be the son of a person other than his father, and he knows that person is not his father, then Paradise will be forbidden for him."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 80, Number 758
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Do not deny your fathers (i.e claim to be the sons of persons other than your fathers) and whoever denies his father, is charged with disbelief."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 80, Number 759
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment