Haakim (Hukumat karney waley) ki Zimmedari
Maqil Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Allah kisi bandey ko kisi riaayat ka haakim banata hai aur wo Imandari ek saath uski hifazat nahi karta to wo jannat ki khushbu bhi nahi payega.
Sahih Bukhari, 7150, hukumat ka bayan
Narrated Ma'qil Radiallahu anhu : I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, "Any man whom Allah has given the authority of ruling some people and he does not look after them in an honest manner, will never feel even the smell of Paradise."
Sahih Bukhari, Vol 9, Book 89, No. 264:
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment