*1449...Tarikhiyaan Aankhon Main...Pak Old*
Tere hotye huwe mehfil main jalaty hain cherag
Loog kya sada hain suraj ko dekhaty hain cherag
Apni mehromi k ehsaas se sharminda hain
khudh naheen rakhty to auron k bujhaty hain cherag
Bastiyan duoor huy jati hain rafta rafta
Dambadam aankhon se chupty chaly jaty hain cherag
Kiya khabar un ko daman bi bharak uthtye hain
Jo zamane ki hawaon se bachatye hain cherag
Go siya bakht hain hum loog par roshan hay zameer
Khudh andhere main hain duniya ko dekhatye hain cherag
Bastiyan chand sitaron ki basane walo
kura arz pe bhujty chale jaty hain cherag
Esi tarikhiyan aankhon main basi hain "Faraz"
Raat to raat hay hum din ko jalaty hain cherag..

__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment