<>_<>Kash main teri hasee aankh ka aansoo hota<>_<>
Kash main teri hasee aankh ka aansoo hota
Na girta zamee pay teray rukhsar pay tehra hota
Kehnay ko to ik qatra hota main namkeen pani ka
Teray labon ko choo kay sheree ho giya hota
Kisi ghum may nikalta ya kisi khushi may
Kuch to wasta mujhay teri aankh say hota
Beh jata main mit jata main kuch ghum nahi
Tamanna thi kuch aor lamhay teri aankh may raha hota
Girnay say pehlay ponch layti jo hato say mujhay
Aor main teri taqdeer ki lakero main samo giya hota
Jo kabhi laytay huway tu bahati mujh ko
Teray kan main ik sargoshi kar giya hota
Kabhi bholay jo zamee pay gra dayti mujh ko
To tujh say yeh main keh kay giya hota
Baqa ki fikar huwi na mitnay ka ghum huwa
Ku kay main teri gal ko choom kay aya hota

Na girta zamee pay teray rukhsar pay tehra hota....

0 comments:
Post a Comment