Urdu Translation : Aayesha radi allaho anha se rivayat hai ki unhoney farmaya Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam yahan tak rozey rakhtey they ki hum kahtey they ki Ab iftaar nahi karengey aur iftaar yahan tak kartey they ki hum kahtey they ab roza na rakhnegey aur mainey purey mahiney ke rozey rahtey hute unhey kabhi nahi dekha siwa Ramadhan ke aur kisi mahiney mein Sha’ban se jiyada Rozey rakhtey nahi dekha Sahih Muslim , 2721 Umar bin hussain se rivayat hai ki Nabee sallallahu alaihi wasallam ne ek shakhsh se farmaya ki tumne is mahiney ke aakhir mein ( ya beech mein) rozey rakhey(yani shaban mein) isney kaha nahi to Aap sallallaho alaihey wasallam ne farmaya tum jab ramdhan ke rozo se farig ho jao to 2 rozey rakh lo iskey ewaz(badle) mein sahih muslim, 2752 English Translation : Allahumma Salley ala Mohammed Wa Aal-e-Mohammed (Sallallaho Alaihey Wasallam) |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani,Sitara Ansari, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment