Posted: 31 Mar 2012 02:15 AM PDT Jindagi Ghazal Hoti To Gunguna Leta, Bhojh Hoti To Kaandhon Pe Utha Leta, Khabar Manzil Ki Hoti To Dushwaariyan Kya Thi, Dariya Ki Tarah Raah-E-Guzar To Bana Leta, Jimma Tha Mere Sar Ki Qaafila Mukaam Tak Pahunche, Varna Main To Chaadar Kahin Bhi Bichha Leta, Mera Shath Hi Khalne Laga Mere Humsafar Ko Jab, Faisla Judaai Ke Siwa Doosra Kya Leta, Ab Khaak Hi Baaki Hai Mohabbat Ki Jigar Mein, Aag Hoti To Hawa Dekar Phir Jala Leta, Be-Sabab Jeena To Pasand Mujhko Bhi Nahin "SRana", Maut Bas Mein Agar Hoti To Bula Leta. Hindi Versionजिंदगी ग़ज़ल होती तो गुनगुना लेता, भोझ होती तो कंधों पे उठा लेता, खबर मंजिल की होती तो दुश्वारियां क्या थी, दरिया की तरह राह-इ-गुज़र तो बना लेता, जिम्मा था मेरे सर की काफिला मुकाम तक पहुंचे, वरना मैं तो चादर कहीं भी बिछा लेता, मेरा शत ही खलने लगा मेरे हमसफ़र को जब, फैसला जुदाई के सिवा दूसरा क्या लेता, अब ख़ाक ही बाकी है मोहब्बत की जिगर में, आग होती तो हवा देकर फिर जला लेता, बे-सबब जीना तो पसंद मुझको भी नहीं, मौत बस में अगर होती तो बुला लेता। |
rana Abhi toh haath mein jaam hai Tohba kitna kaam hai Kabhi mili fursat toh Bhai dekha jayega Duniya ke baarey mein Socha jayega |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment