*1582...Tumhara Ishq Tumhari...Pak Old*
Tumhara Ishq Tumhari Wafa Hi Kafi Hai
Tamam Umer Yahi Asra Hi Kafi Hai

Jaha Kahien Bhi Millo Mil Kay Muskura Deena
Khushi Kay Wasty Yeh Silsila Hi Kafi Hai

Mujhey Bahar Kay Musam Se Kuch Nahi Leena
Tumhare Piyaar Ki Rangeen Fiza Hi Kafi Hai

Yeh log koun se MANZIL ki Baat karty hain
Musafiroo kay liyee Rasta hi kafi hai
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___









0 comments:
Post a Comment