*1514...Woh Mera Na Tha...Pak Old*
Faasle aise bhi hoon ge yeh kabhi socha na tha
Samne baitha tha mere aur woh mera na tha
Yeh sab hi viraniyan un k juda hone se thin
Aankh dhundlayi huy thi shehar dhundlaya na tha
Woh k khushbo ki tara phaila tha mere chaarsoe
Main jise mehsos kar sakta tha chuo sakta na tha
raat bhar pichali hi ahat kaan main ati rahi
jhank kar dekha gali main koy bhi aya na tha
Yun to chere the hazaron anjuman main zofashan
Aankh jis ko dhundhti thi aik woh chera na tha
Yaad kar k bhi unheen taklif hoti thi......
Bhul jane k siwa ab koy bhi chara na tha.

__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment