Samajh
naa sake duriyaan kyun thi
naa sake duriyaan kyun thi
Zubaan
par the lafz phir majbooriyaan kyun thi
par the lafz phir majbooriyaan kyun thi
Dilo
ki baat agar chahe haqeeqat hoti hai…….
ki baat agar chahe haqeeqat hoti hai…….
Humare
darmiyaan woh khamoshiyaan kyun thi
darmiyaan woh khamoshiyaan kyun thi
Bune
the humne bhi kuch reshmi dhaagon ke khawab…….
the humne bhi kuch reshmi dhaagon ke khawab…….
Humare
hisse me woh kaali duriyaan kyun thi
hisse me woh kaali duriyaan kyun thi
Samajh
naa sake sargoshiyaan hawaoun ki……
naa sake sargoshiyaan hawaoun ki……
Humare
hisse me sehra ki aandhiyaan kyun thi
hisse me sehra ki aandhiyaan kyun thi
Tumne
to chaha tha ki har pal saath rahe…….
to chaha tha ki har pal saath rahe…….
Safar
tanha toh phir woh duriyaan kyun thi...
tanha toh phir woh duriyaan kyun thi...
From: Duaago DR. <dr.duaago@yahoo.com>
To: "rukhsana@yahoogroups.com" <rukhsana@yahoogroups.com>
Sent: Friday, 25 May 2012 7:02 PM
Subject: «*» RUKHSANA«*» TERE NAAM....
To: "rukhsana@yahoogroups.com" <rukhsana@yahoogroups.com>
Sent: Friday, 25 May 2012 7:02 PM
Subject: «*» RUKHSANA«*» TERE NAAM....
TERE NAAM.......!
Saat suron ka baehta draya' tere naam
har sur main hai rang dhanak ka
tere naam
Jangal jangal urne wale sab mosam
aur hawa k sabz doopataa
tere naam
Tere bina jo omar bitaai beet gai
ab is omar ka baqi hisaa
tere naam
in shaiyr aankhon ne jitne rang chune
us ka aks hai mera chehra
tere naam
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment