thnx for sharing such a beautiful poetry.
On 4 May 2012 11:00, saba sagar <gulerana43@yahoo.com> wrote:
*1444..Sulag Raha Houn...Pak Old*Bharak rahi hay aag si hawaoon main
Sulag raha hoon baadlon ki chaaon main
Bahar muj se cheen gai
Mujhe bahar chaey
Mujhe sakoon chaey
Mujhe karaar chaey
Sulag raha hoon baadloon ki chaaaon main
Kisi ki dil lagi ko pyaar jaan k
Main lut gaya hoon dil ki baat maan k
Na muj ko chaey wafa
Na muj ko pyaar chaey
Mujhe sakoon chaey
Mujhe karaar chaey
Sulag raha hoon baadlon ki chaaaaon main
Najane kab yeh dil ka dard jaey ga
Rahoon ga hosh main toh gham sataey ga
Mere liye to raat din bas ek khumaar chaey
Mujhe sakon chaey
Mujhe karaar chaey
Sulag raha hoon baadlon ki chaaon main
Tarap na mere dil kisi ki aas main
Hazar Talkhiyan hain teri pyaas main
Tujhe to sari zindagi ka intezar chaey
Mujhe sakoon chaey
Mujhe karaar chaeu
Sulag raha hoon baadlon ki chaaaaaon main
never cry in front of others.............
don't give them the pleasure of knowing
how much they hurt you.
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment