*1463...Janey kion ...Pak Old*
Is zamaney main is mhabbat ney
Kitney dil torey kitney ghar phonkey
Janey kion loog mohabbat kiya kartey hain
Dil k badley dard_e_dil liya kartey hain
Tanhai milti hay mehfil naheen milti
Raahey mohabbat main kabhi manzel naheen milti
Dil tout jata hay nakaam hota hay
Ulfat main logoon ka yehi anjaam hota hay
Koi kia janey kion yeh parwaney yun machaltey hain
Gham main jaltey hain
Aaheen bhar bhar k dewaney jiya kartey hain
Sawan main aankhon ko kitna rulati hay
Furkat main jab dil ko kisi ki yaad ati hay
Yeh zindagi yunhi barbaad hoti hay
Har waqt hontoon pey koi faryaad hoti hay
Na dawaoon ka naam chalta hay
Na duaoon sey kaam chalt hay
Zahir yeh pir bhi sabhi kion piya kartey hain
Mehboob sey har gham mansoob hota hay
Din raat ulfat main tamasha khub hota hay
Ratoon sey bhi lambey yeh pyaar k qisey
Aashq sunatey hain jafaey yaar k qisey
Bemarawat hain bewafa hain woh
Us sitamgar ka apney dilbhar ka
Naam ley ley kar duhaai deya kartey hain
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment