Ek ajeeb sa sukun tha dil me.
Jab unse mohbbat hue to,
Ek ajeeb sa chain tha dil me.
Chalne lage vo hamare sath,
Un veeran rahon par.
Sajane lage vo khawab dekho,
Hamari veeran bahon par.
Vo din bhi kya din the yaaro,
Ek ajeeb sa nasha tha dil me.
Ab aapko kese bataye dost,
Kesi rangeen thi duniya hamari.
Ussi ke ird-gird hi to,
Chalti thi sansen hamari.
Fir ek din kyon vo hame chhod gaye,
Na chahte hue bhi hamse munh mod gaye.
Tanhaeyan hi charon aur mili,
Mahfil me bhi hamari duniya na khili.
Ussi par jeena ussi par marna tha hamara,
Har khushi usse dene ka irada tha hamara.
Ab aapko kese bataye dost,
Kesi rangeen thi duniya hamari.
Ussi ke ird-gird hi to,
Chalti thi sansen hamari.
Jeena chahkar bhi na jee sakenge ab hum,
Uski judae me bhi to na mar sakenge ab hum.
Ab aapko kese bataye dost,
Kesi veeran hai duniya hamari.
Aaj bhi ussi ke naam se,
Chalti hai sansen hamari..
Jab unse mohbbat hue to,
Ek ajeeb sa chain tha dil me.
Chalne lage vo hamare sath,
Un veeran rahon par.
Sajane lage vo khawab dekho,
Hamari veeran bahon par.
Vo din bhi kya din the yaaro,
Ek ajeeb sa nasha tha dil me.
Ab aapko kese bataye dost,
Kesi rangeen thi duniya hamari.
Ussi ke ird-gird hi to,
Chalti thi sansen hamari.
Fir ek din kyon vo hame chhod gaye,
Na chahte hue bhi hamse munh mod gaye.
Tanhaeyan hi charon aur mili,
Mahfil me bhi hamari duniya na khili.
Ussi par jeena ussi par marna tha hamara,
Har khushi usse dene ka irada tha hamara.
Ab aapko kese bataye dost,
Kesi rangeen thi duniya hamari.
Ussi ke ird-gird hi to,
Chalti thi sansen hamari.
Jeena chahkar bhi na jee sakenge ab hum,
Uski judae me bhi to na mar sakenge ab hum.
Ab aapko kese bataye dost,
Kesi veeran hai duniya hamari.
Aaj bhi ussi ke naam se,
Chalti hai sansen hamari..
Rose!
From: a k h t a r <akhtar_khatri2001@yahoo.com>
To:
Sent: Wednesday, April 25, 2012 10:56 AM
Subject: «*» RUKHSANA«*» Bichhde hue tumse, Pal bhi na guzara
Bichhde hue tumse, Pal bhi na guzara
Yaadon ne teri phir se, Ghaayal kiya
Milne ko dil me, Hui beqarari
Mohabbat ne teri paagal kiya
Pyasi nigahein meri, Soorat dikhe kab teri
Paas aaye kab tu mere, Baahon me bharloon
Palko se palkein mile, Dhadkan se dhadkan mile
Hasratein sabhi ho poori, Seene se laga loon
Dooba in khayalon me, Hua main deewana
Mohabbat ne teri paagal kiya
Hothon ki chuppi teri, Aankhon ki masti teri
Saansein ye tez chal ke, Chaahat jagaye
Seene me agni jale, Thandak hai dil ko lage
Chamke badan mein bijali, Pyaar barsaye
Safar pyar ka hai yeh, Bada hi suhana
Mohabbat ne teri paagal kiya
Bichhde hue tumse, Pal bhi na guzara
Yaadon ne teri phir se ghaayal kiya
Milne ko dil me, Hui beqarari
Mohabbat ne teri paagal kiyaWARM REGARDS,Akhtar khatri
*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THE FUTURE
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment