<>_<>Holi ka har rang fiqa fiqa lagta hai<>_<>
| Mere sajaye SAPNE toot gaye hain | |||
| Chand tare bhi mujse rooth gaye hain, | |||
| Sab suna suna sa lagta hai | |||
| Holi ka har rang fiqa fiqa lagta hai | |||
| Teri aadat si ab ho gayi hai | |||
| Yeh jaan bhi teri ho gayi hai | |||
| Tuj bin na hum jee payenge | |||
| Gam judaai ka na pee payenge | |||
| Teri har aada yaad aati hai | |||
| Jo pal pal mujhe satati hai | |||
| Ho sake tou laut ke aaja | |||
| Saare bandhan tod ke aaja Aaa kar fir mat jana Aja, aja ab to aaja | |||




















0 comments:
Post a Comment