ret se but na banaa ai mere achchhe fan_kaar jis me.n sadiyo.n ke tahayyur ke pa.De ho.n Dore kyaa tujhe ruuh ke patthar kii zaruurat hogii jis pe haq baat bhii patthar kii tarah giratii hai ik vo patthar hai jise kahate hai.n tahaziib-e us ke mar_mar me.n siyah Khuun jhalak jaataa hai ik insaaf kaa patthar bhii to hotaa hai magar haath me.n teshaa-e-z jitane mayaar hai.n is daur ke sab patthar hai.n sher bhii raqs bhii tasviir-o- mere ilhaam teraa zahan-e-ra is zamaane me.n har fan kaa nishaa.N patthar hai haath patthar hai.n tere merii zubaa.N patthar hai ret se but na banaa ai mere achchhe fan_kaar
WARM REGARDS, Akhtar khatri*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THE FUTURE |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment