Hadith: Kya Aapka Imaan Muqammal hai ……
( Check yourself, Do you have complete faith)
Abdullah bin Hisham Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki hum Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke saath they aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam umar bin Khattab Radi Allahu Anhu ka haath pakdey huye they Umar Radi Allahu Anhu ne kaha ki Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Aap mujhe har cheez se ziyada azeez hai siwaye apni jaan ke to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Nahi, us Zaat ki kasam jiskey hatah mein meri jaan hai (tumhara imaan us waqt tak muqammal nahi ho sakta) jab tak ki main tumhey tumhari Apni jaan se bhi ziyada azeez na ho jauu Umar Radi Allahu Anhu se arz kiya ki Allah ki kasam ab se Aap mujhe apni jaan se bhi ziyada azeez hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya haan Umar ab ( tumhara Imaan pura ho gaya)
Sahih Bukhari, Vol 8, 6632
-----------------------------------------
English Translation:
Narrated 'Abdullah bin Hisham Radi Allahu Anhu : We were with the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam and he Sallallahu Alaihi Wasallam was holding the hand of 'Umar bin Al-Khattab. 'Umar said to Him, "O Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam ! You are dearer to me than everything except my own self." The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "No, by Him in Whose Hand my soul is, (you will not have complete faith) till I am dearer to you than your own self." Then 'Umar said to him, "However, now, by Allah, you are dearer to me than my own self." The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Now, O 'Umar, (you are a believer)."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 78, Number 628

__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani,Sitara Ansari, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
MARKETPLACE
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment