Ek tha gul aur ek thi bulbul is a melodiously romantic song from the movie Jab Jab phool khile, another gem of Rafi, music by Kalyanji Anandji. I have a certain liking for songs that have story-telling in them. This song is composed around the story of a Gul & Bulbul and elegantly keeps the flow going. Dedicated to all the Guls and Bulbuls with finished or unfinished stories. Listen to the song below.
Ek tha gul aur ek thi bulbul dono chaman mein rehte thay
hai ye kahani bilkul sachchi, mere nana kehte thay
Bulbul kuchh aise gaati thee
Aise gaati thee
Aise gaati thee
Kaise gaati thee?
Bulbul kuchh aise gaati thee
Jaise tum baatein karti ho
Wo gul aise sharmata tha,
Aise sharmaata tha
Aise sharmata tha
Kaise sharmaata tha?
Wo gul aise sharmaata tha
Jaise main ghabra jaata hoon
Bulbul ko maloom nahin tha
Gul aise kyon sharmata tha
Wo kya jaane uska nagma
Gul ke dil ko dhadakata tha
Dil ke bhed naa aate lab pe, ye dil mein hi rehte thay
Ek tha gul aur ek thi bulbul
Lekin aakhir dil ki baatein
Aise kitne din chhupti hain
Ye wo kaliyaan hain jo ek din
Bas kante ban ke chubhti hain
Ek din jaan lia bulbul ne,
Wo gul uska diwaana hai
Tumko pasand aaya ho toh boloo,
Phir aage jo afsana hai
Bolo na chup kyun ho gaye?
Ek duje ka ho jaane par, wo dono majboor hue
Un dono ke pyaar ke kisse, gulshan mein mashhoor hue
Saath jiyenge, saath marenge, wo dono ye kehte thay
Phir kya hua?
Phir ek din ki baat sunaaon,
Ek sayyaad chaman mein aaya
Le gayaa wo bulbul ko pakad ke,
Aur diwaanaa gul murjhaaya
Shaayar log bayaan karate hain,
Aise unkee judaayee kee baatein
Gaate thay ye geet wo dono,
Saiyyaa beenaa naheen katatee raate
Mast bahaaron kaa mausam tha,
Aankh se aansoo behte the
Aati thee aawaaz hamesha,
Ye jhilmil jhilmil taaron se
Jiska naam mohabbat hai wo
Kab rukti hain diwaaron se
Ek din aah gul-o-bulbul ki
Us pinjare se jaa takaraye
Tootaa pinjara, chhoota kaidi,
Deta rahaa saiyyaad duhaaye
Rok sake naa usko milake, saaraa zamaanaa, saaree khudaayee
Gul saajan ko geet sunaane, bulbul baag mein waapas aayee
Raja bahut achchhi kahani hai
Yaad sada rakhna ye kahani, chaahe jeena, chaahe marna
Tum bhi kisi se pyaar karo to, pyaar gul-o-bulbul sa karna
Pyaar gul-o-bulbul sa karna -3
Ek tha gul aur ek thi bulbul dono chaman mein rehte thay
hai ye kahani bilkul sachchi, mere nana kehte thay
Bulbul kuchh aise gaati thee
Aise gaati thee
Aise gaati thee
Kaise gaati thee?
Bulbul kuchh aise gaati thee
Jaise tum baatein karti ho
Wo gul aise sharmata tha,
Aise sharmaata tha
Aise sharmata tha
Kaise sharmaata tha?
Wo gul aise sharmaata tha
Jaise main ghabra jaata hoon
Bulbul ko maloom nahin tha
Gul aise kyon sharmata tha
Wo kya jaane uska nagma
Gul ke dil ko dhadakata tha
Dil ke bhed naa aate lab pe, ye dil mein hi rehte thay
Ek tha gul aur ek thi bulbul
Lekin aakhir dil ki baatein
Aise kitne din chhupti hain
Ye wo kaliyaan hain jo ek din
Bas kante ban ke chubhti hain
Ek din jaan lia bulbul ne,
Wo gul uska diwaana hai
Tumko pasand aaya ho toh boloo,
Phir aage jo afsana hai
Bolo na chup kyun ho gaye?
Ek duje ka ho jaane par, wo dono majboor hue
Un dono ke pyaar ke kisse, gulshan mein mashhoor hue
Saath jiyenge, saath marenge, wo dono ye kehte thay
Phir kya hua?
Phir ek din ki baat sunaaon,
Ek sayyaad chaman mein aaya
Le gayaa wo bulbul ko pakad ke,
Aur diwaanaa gul murjhaaya
Shaayar log bayaan karate hain,
Aise unkee judaayee kee baatein
Gaate thay ye geet wo dono,
Saiyyaa beenaa naheen katatee raate
Mast bahaaron kaa mausam tha,
Aankh se aansoo behte the
Aati thee aawaaz hamesha,
Ye jhilmil jhilmil taaron se
Jiska naam mohabbat hai wo
Kab rukti hain diwaaron se
Ek din aah gul-o-bulbul ki
Us pinjare se jaa takaraye
Tootaa pinjara, chhoota kaidi,
Deta rahaa saiyyaad duhaaye
Rok sake naa usko milake, saaraa zamaanaa, saaree khudaayee
Gul saajan ko geet sunaane, bulbul baag mein waapas aayee
Raja bahut achchhi kahani hai
Yaad sada rakhna ye kahani, chaahe jeena, chaahe marna
Tum bhi kisi se pyaar karo to, pyaar gul-o-bulbul sa karna
Pyaar gul-o-bulbul sa karna -3
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani,Sitara Ansari, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
MARKETPLACE
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment