Andhkar ke is bhanwar ko, Ujale ke samandar mein uthte huye, Pehli bar dekha hai, Shayad mere dard ne, Bina ijazat meri manjil ko, Ek bar phir paar kiya hai.
Akele baithi apneap ke bare mein sochti hun, Kya khoya kya paya, Iska hisab khud se liya karti hun, Kuch hasin pal muthi mein se ret ki tarah fisal gaye hain, Aansuon se bane kuch dard bhare pal, Hatheli mein lakir ban chuke hain.
Apno ke diye dhokon se tut si gayi thi, Par khuda ne jo mera thama hath chhoda, To maine jaise bikhar gayi thi.
Ab ek ek kar, Bikhre palon ko samet rahi hun, Roti bilakhti apni daastan likh rahi hun.
Ab bas main hun aur meri tanhayi, Bas humne hi milkar apni duniya basayi, Manjil pane ki justaju ab bhi baki hai, Dekhte hain aur kitni kathinayi likhi hai khuda ne, Par ye to taye hai ki ant mein jeet meri hai, Akhir mujhe bhi apni zidd manvani hai.
|
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
http://magicsgifs.blogspot.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani,Sitara Ansari, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
0 comments:
Post a Comment