Ik Khwab Hay Or Isko Khona Bhi Nahi Hay Tabeer K Dhagay Main Pirona Bhi Nahi Hay Lipta Howa Hay Dil Se Kisi Raz Ki Soorat Who Shaks K Jisko Mera Hona Bhi Nahi Hay Ye Ishq-E- Mohabbat Ki Rivayat Bhi Ajeeb Hay Paya Nahi Hay Jisko Usay Khona Bhi Nahi Hay Jis Shaks Ki Khatir Mera Ye Hal Howa Hay Usko Meray Marnay Pey Rona Bhi Nahi Hay
--- On Thu, 6/30/11, sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in> wrote: From: sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in> Subject: Re: <<<<<<<KKHWAB>>>>>>> To: "ansari ismail" <ansariabuzar@yahoo.com> Date: Thursday, June 30, 2011, 6:38 PM
Aik baar nahi sau baar kehelwa lain Yakeen nahi aata dobara dohra lain Saach saach rahay gay badlay Ga nahi Main aap ki amanat hoon kisi aur ki nahi
Chaha hai aap ko dil o jaan say ziyada Devdas say, Laila say, har dil-sitaan say ziyada Aap hain tou main hoon warna kuch bhi nahi Main sirf aap ki banun GI kisi aur ki nahi
Chand ki, phoolon ki, apnay rab ki kasam Chandni ki, khushboo ki, kasam ki kasam Duniya aur zamanay ki AB parwa nahi Mainay mohabbat aap say ki kisi aur say nahi
Rooh main basaya hai, har pal pooja apko Soochay samjhay bina sab kuch diya apko Aap ka Sahara hai warna jeenay ka maqsad nahi Aap say hain Saab khawahishain warna koi arzoo nahi
Mohabbat, chahat,khwab sapny gawah hai maira Khushi aap say, gham aap say, app dil hain maira Aap say yeh saansain hain warna zindagi nahi Aap meri pehchaan hain warna KKHWAB he nahi
--- On Wed, 29/6/11, ansari ismail <ansariabuzar@yahoo.com> wrote: From: ansari ismail <ansariabuzar@yahoo.com> Subject: Re: <<<<<<<KKHWAB>>>>>>> To: "sapna kamble" <sapna_ashok9@yahoo.co.in> Date: Wednesday, 29 June, 2011, 7:47 PM
Khwaab Tute Hue, Dil Dukhaate Rahe, Der Tak Woh Hume Yaad Aate Rahe, Kaat Lee Aansuon Mein Judaai Ki Raat, Sher Kehte Rahe, Gane Gungunaate Rahe… Tere Jalwe Paraaye Hue Magar Gum Nahi, Ye Tassalli Bhi Apne Liye Kam Nahi, Humne Tumse Kiya Tha Jo Wafa Ka Vaada, Saans Jab Taq Chali, Hum Nibhaate Rahe
--- On Wed, 6/29/11, sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in> wrote: From: sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in> Subject: <<<<<<<KKHWAB>>>>>>> To: "Rukhsana" <Rukhsana@yahoogroups.com> Cc: "ansari ismail" <ansariabuzar@yahoo.com> Date: Wednesday, June 29, 2011, 7:20 PM
| Us ka Andaaz-e-Takalum ho ke Hasne ki Ada ! Khuwaab tha ; Dil ko aata nahin kisi tarha Yaqeen, Haan magar Soch ki Wadi mein Chan'ake ki Sada, Bhuoli Yaadoun ki tarha Goounj rahi hai ab tak, Farsh par Bikhri hain Guldaan ki Kir'chein, Dard hai dil mein ; Nigahoun pe Thakan Tari hai, Haan magar sooch ki ek Juo-e-Rawaan jari hai Tuotein Guldaan to rah jati hain Nanhi kir'chein KKHWAB Tootein to Nishaan tak nahin rahta koi
KKHWAB | |
|
|
|
0 comments:
Post a Comment