`Hame manana bhi nahi aata`
Log ruth jate hai aur hame manana bhi nahi aata,
Mein chahta hun kya mujhe jatana bhi nahi aata.
Aanshuon ko peene ki aadat to apni purani hai,
Na jane kyon mujhe aanshu bahana nahi aata.
Zamana kahta hai pathar hai mera dil,
Aaj bhi kyon fir dhadkata hai mera dil.
Isiliye to mujhe pyar jatana nahi aata.
Na jane kyon mujhe aanshu bahana nahi aata.
Duniya ko apni mohbbat hum kyon dikhaye,
Gum apne batakar unhe hum kyon rulaye.
Ab kya kahun mein kya aata hai kya nahi aata,
Na jane kyon mujhe aanshu bahana nahi aata.
Kahin na kahin to hoga koi to upay,
Ki tu ek pal me shirf meri meri hi ho jaye.
Bas mujhe mousam ki tarah badlana nahi aata.
`
Rose!
__._,_.___
Posted by: Rosy Marry <marrygo95@yahoo.com>
Reply via web post | • | Reply to sender | • | Reply to group | • | Start a New Topic | • | Messages in this topic (1) |
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
**********************************
Contact us at:
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
**********************************
Contact us at:
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment