To Read The Article In English Visit : Software Left Over Junk Files And Traces After Un-Installation
Problems With The Software Left Over Junk Files And Traces
--
Last post mein humne discuss kia tha k softwares jo ap k computer mein installed hotay hai un ka kia kerna chaiye, matlab jo useless hai jo ap use nahi kertay hai. Well aj baat kareingay jab softwares ko uninstall ker detay hai to us k baad hota kia hai. Kia software ko uninstall kernay k baad kahani khatam means aur kuch kernay ki zaroroat nahi hoti, kia us software se related her chiz computer mein se nikal gaye hai.
Meinay Ap logo ki request per seperate Blog bana dia hai jis per Roman Urdu mein articles post kia kerounga. Umeed kerta ho k ap logo ko woh blog and articles pasand ayeingay. Please reply ker k zaroor bataiyega k article and blog caisa hai aur kia changes blog per honi chaiye. WHAT I NEED IS JUST A REPLY OR A FEEDBACK FROM YOU GUYS.
Well ek normal user ko itna hi pata hota hai k jis chiz ki zaroorat nahi us ko computer mein se nikal do.. matlab uninstall kerdo.. well ap ne uninstall to ker dia.. lekin is k baad bhi ap k computer mein us software se related buhat sari aisi chizein reh jati hai jo k problems create ker sakti hai balqay buhat se logo k sath aisa hua hoga k software ko nikaal to dia mager us k baad computer mein problems ana shuro ho gaye jaisey k:
1. Uninstall to ker dia mager us ka name Add/Remove mein se nahi ja raha.
2. Computer On buhat slow ho raha hai.
3. Computer Start hotay hi buhat saray ek k baad ek errors arahay hai.
4. Windows ki speed thori slow lagna shuro ho gaye hai.
5. Computer hang hona shuro ho gaye hai ek dum se chaltay chaltay.
Yeh kuch reasons hai jo k software ko sahi se uninstall na kia jaye to hota hai. Ager ap sahi se software ko uninstall karay aur computer ki sahi se maintenance karay to ap k computer aur operating system (Winxp, vista, Win7) lambi chalti hai aur computers mein koi problems nahi ati hai.
Click Here To Read : What Are Left Over Junk Files And Traces In Windows

Umair Shaikh
Website : www.omgureka.com
Contact me : omgureka@gmail.com
Click Facebook or Twitter or Google+ to join my Network and never miss an article again
SOCIAL PROFILES
__._,_.___
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
**********************************
Moderators Rukhsana Group:
Kazakhstani1303 & Mumtaz Ali.
Contact us at: kazakhstani1303@gmail.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com

.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment