To Read This Article In English Visit : Clean All Of Your Computer Junks
--
Apni previous posts mein hum discuss ker chukay hai k Junk Files kia hoti hai, iski 3 types per bhi baat ker chukay hai jo k Temporary Files,Temporary Internet Files / Cache aur Internet Cookies hoti hai. Humne yeh bhi dekha hai k kis tarah software ko uninstall kernay ka bawujoodpeechay junk reh jata hai. Aj hum finally baat kareingay is k solution per, k akhir in junk files ko system se caisey nikala ja sakta hai.
Yeh files computer mein her jagah per pheli hoi hoti hai. To koi aisa solution hona chaiye jo k bager ziada mehnat kye hoe in sari files ko computer mein se nikal de, aur computer ko ek dum clean kerday. Aur sath hi sath Registry mein bhi jo errors wagera ajatay hai woh bhi fix kerday. Yeh sab chizein waisey to buhat saray softwares ker saktay hai, mager aisa software jo k ap easily use ker sakay bager kissi mushkil k, us software ka naam hai CCleaner.

Meinay Ap logo ki request per seperate Blog bana dia hai jis per Roman Urdu mein articles post kia kerounga. Umeed kerta ho k ap logo ko woh blog and articles pasand ayeingay. Please reply ker k zaroor bataiyega k article and blog caisa hai aur kia changes blog per honi chaiye. WHAT I NEED IS JUST A REPLY OR A FEEDBACK FROM YOU GUYS.
Yeh ek Free System Optimization tool hai, jo k use kia ja sakta hai ap k computer mein se junk files, registry mein errors ko nikalnay k lye. Sab se khas baat is software ki yeh hai k yeh buhat hi asaan hai. Is ko koi bhi Non-technical banda bhi asani se use ker sakta hai. Normal pc users softwares ko install kernay se pehlay buhat sochtay hai k kia kerna hoga, ya kahi kuch aur hi ulta seedha na ho jaye. Mager is mein aisa kuch nahi hai. Simple click click kerna hai aur baqi kaam sara yeh software khud hi ker dayga.
Click Here To Read: How to Use It – Step By Step

Umair Shaikh
Website : www.omgureka.com
Contact me : omgureka@gmail.com
Click Facebook or Twitter or Google+ to join my Network and never miss an article again
SOCIAL PROFILES
__._,_.___
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
**********************************
Moderators Rukhsana Group:
Kazakhstani1303 & Mumtaz Ali.
Contact us at: kazakhstani1303@gmail.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com

.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment