<>_<>uss roz ki wo mulakaat yaad aati hai<>_<>
uss roz ki wo mulakaat yaad aati hai
nihaarti palkon me doobi wo shaam yaad aati hai
hasta nuskurata gungunta beparwah sa
wo khushiyon ki jaam yaad aati hai
saath guzare pal wo saare
sitaaron sazi wo raaton ke nazaare
chandni ki wo bahaar yaad aati hai
judai ke wo pal
na rah payenge duur unse ik pal
pyar bhari wo kasme yaad aati hain
ashq bhare wo nain
kaampte hotho se wo muskurakar izazat dena
sachhi chahat ke unn ehsaaso ki yaad aati hai
uss roz ki wo mulakaat yaad aati hai
nihaarti palkon me doobi wo shaam yaad aati hai
hasta nuskurata gungunta beparwah sa
wo khushiyon ki jaam yaad aati hai
saath guzare pal wo saare
sitaaron sazi wo raaton ke nazaare
chandni ki wo bahaar yaad aati hai
judai ke wo pal
na rah payenge duur unse ik pal
pyar bhari wo kasme yaad aati hain
ashq bhare wo nain
kaampte hotho se wo muskurakar izazat dena
sachhi chahat ke unn ehsaaso ki yaad aati hai
uss roz ki wo mulakaat yaad aati hai
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment