vo ik hamaaraa tariiq-e-ulfat ki dushmanon se bhii mil ke chalanaa
ye ek shevaa teraa sitamagar ki dost se dostii na karanaa
ye ek shevaa teraa sitamagar ki dost se dostii na karanaa
Rose!
From: Vipan <iamvipan@yahoo.com>
To: "Rukhsana@yahoogroups.com" <Rukhsana@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, March 28, 2012 4:49 PM
Subject: «*» RUKHSANA«*» <>_<>Barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa<>_<>
<>_<>Barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa<>_<>Barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa
haaN merii mohabbat kaa javaab aur zyaadaaroye na abhii ahal-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko Kharaab aur zyaadaaaavaaraa-va-majanuu.N hii pe maukuuf nahii.n kuchh
milane hai.n abhii mujh ko Khitaab aur zyaadaauThe.nge abhii aur bhii tuufaa.N mere dil se
dekhuu.Ngaa abhii ishq ke Khvaab aur zyaadaaTapakegaa lahuu aur mere diidaa-e-tar se
dha.Dakegaa dil-e-Khaanaa_Kharaab aur zyaadaaai mutrib-e-bebaak ko_ii aur bhii naGmaa
ai saaqii-e-fayyaaz sharaab aur zyaadaa
0 comments:
Post a Comment