Kahin chiräg e mohabat bujh nä jaye
wo dasht-e-khamoshi mein
ungliyon mein Sipiyäan pehny
Kisi sukhey Smändar ki
ädhuri Piyäas ki bätain
Böhat chup chäp sunta hay
böhat khamosh rehta hy
Kahin chiräg e mohabat bujh na jäye
ose ab jä k kon samjhäye
Khushi k ek aanso se
Samundar bhar Bhi jätey hein.
Bohat khamosh rehney sey
TaäluQ mar Bhi jäte hain
Shahnaaz
0 comments:
Post a Comment