Ab kis se kahain aur kaun sunay jo haal tumhare baad huwa Is dil ki jheel si aankhoon mein ek khwaab bahut barbaad huwa Yeh hijr hawa bhi dushman hai us naam ke saaray rangoo ki Woh naam jo mere hontoo per khushboo ki tarah abaad huwa Is shehar mein kitne chehray thay kuch yaad nahee sab bhool gaye Ek shaks kitaboo jaisa thaa woh shaks zubaani yaad huwa Woh apne gaoon ki galeyaan theen dil jin mein naachta gaata thaa Ab is se farq nahee parta nashaad huwa ya shaad huwa Be-naam sataish rehti thee in ghehri saanwli aankhoon mein Aisa tu kabhi socha bhi na thaa dil ab jitna be-daad huwa...
WARM REGARDS,
Akhtar khatri *****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THEFUTURE |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment