`Bhulati lakh hoon laiken..`
Bhulati lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
ilahi tark-e-ulfat per woh kuin-kar yaad aate hain
na cher aae hum-nashin kaifiayat sehba ke afsane
sharab be-khudi ke mughe ko sagar yaad aate hain
raha kerte hain qaid hosh mein aae wale nakami
woh dasht khud faramoshi ke chakar yaad aate hain
nahi aati to yaad un ki mahinon tak nahi aati
magar jab yaad aate hain to aksar yaad aate hain
haqeeqat khul gai ali tere tark-e-mohabbat ki
abb woh pehle se bhi bar ker yaad aate hain..`
0 comments:
Post a Comment