4 Admiyo Ne Hazrat Ali(Radi Allahu Ta'ala Anho) Se 1 Sawal Pucha Aur Kaha Ke Hum Sab Ko Alag Alag Jawaab Dein, Sawal: Ilm Behtar Hai Ya Daulat?? ... Aap Ali(Radi Allahu Ta'ala Anho) Ne Jawab Diya, 1 : Ilm Behtar Hai Kyun Ki Maal Kharch Karne Se Ghat'ta Hai Aur Ilm Kharch Karne Se Badhta Hai… 2 : Ilm Behtar Hai Kyunki Maal Ki Tum Hifazat Karte Ho Aur Ilm Tumhari Hifazat Karta Hai… 3 : Ilm Behtar Hai Kyun Ki Ilm Wale Ke Dost Zyada Aur Maal Wale Ke Dushman Zyada Hote Hein… 4 : Ilm Behtar Hai Kyunki Ilm Nabiyo Ka Wirasat Hai Aur Maal Fir'on, Namrud, Qaroon Ki Wirasat Hai… SubhanAllah.
Raju Deen....~` |
__._,_.___
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
**********************************
Moderators Rukhsana Group:
Kazakhstani1303 & Mumtaz Ali.
Contact us at: kazakhstani1303@gmail.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
**********************************
Moderators Rukhsana Group:
Kazakhstani1303 & Mumtaz Ali.
Contact us at: kazakhstani1303@gmail.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
MARKETPLACE
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment