To Read This Article In English Visit : Problem Of Junk Files And Temporary Files In Computers
Computer mein problems create honay ki wajah to buhat sari hoti hai.. mager aker situations mein in Junk Files ka buhat bara role bhi hota hai. Buhat saray logo ne is k baray mein suna hoga k han Temporary Files ko delete kerdena chaiye… problem create kerti hai… hard disk mein space leti hai, lekin bas yahi batein hi suni hongi is k ilawa kuch bhi nahi jantay hongay.
--

Jab k kissi chiz k baray mein janay bager ap us problem ko solve hi nahi ker saktay. To is post mein aur next post mein hum discuss kareingay k Temporary files, Temporary Internet Files, Cookies, History aur Cache Files kia hoti hoti hai, in sab mein farq kia hai, in se kia hota hai aur inka treatment caisey kerna chaiye.
Meinay Ap logo ki request per seperate Blog bana dia hai jis per Roman Urdu mein articles post kia kerounga. Umeed kerta ho k ap logo ko woh blog and articles pasand ayeingay. Please reply ker k zaroor bataiyega k article and blog caisa hai aur kia changes blog per honi chaiye. WHAT I NEED IS JUST A REPLY OR A FEEDBACK FROM YOU GUYS.
Types Of Junk Files And How They Are Created
Yeh Junk files ap k computer mein automatically create hoti hai. Junk Files ki types yeh hai
1. Temporary Files
2. Temporary Internet Files / Cache
3. Internet Cookies
Junk Files ap k computer mein installed softwares, ap ka internet browser aur system create kertay hai aur is ki wajah buhat sari hoti hai. Baaz dafa yeh is lye create hoti hai taqay files ka backup rahay, interent ki speed ko fast kernay k lye bhi hoti hai aur kafi dafa aisey hi create ho jati hai computer ki different problems ki wajah se. Yeh junk files ap k computer mein ahista ahista space lena shuro ker deti hai aur computer ko slow kerna shuro ker deti hai. In k kuch faiday bhi hai mager disadvantages ziada hai.

Umair Shaikh
Website : www.omgureka.com
Contact me : omgureka@gmail.com
Click Facebook or Twitter or Google+ to join my Network and never miss an article again
SOCIAL PROFILES
__._,_.___
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
**********************************
Moderators Rukhsana Group:
Kazakhstani1303 & Mumtaz Ali.
Contact us at: kazakhstani1303@gmail.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com

.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment