Aye zindagi aye zindagi Main ne tere har moor par Daman ghamon ka choor kar payi hay ek taza khushi Aye zindagi aye zindagi Mehloon ki tapti chaaoun main Jab dil mera dhundhla gaya Main sokhe pate ki tara ur kar yahan a gaya Main ne yahan dil haar k Nagmeen sunne jab pyaar k Taskin mujhe mil gayi Kaise jalata main wahan joothi umedon ke diye Sajti hain cheron par jahan khushiyan numahish k liye Us gham qade se bhaag kar Aya jo main tere nagar Bikhri thi har janib khushi Main us chaman main a gaya khushbo jahan dasti naheen Insan rahty hain yahan Sanpon ki yeh basti naheen Mati yahan sona bane dharti yahan moti jane Kiya khub hay janat meri Aye zindagi aye zindagi...
WARM REGARDS, Akhtar khatri*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THE FUTURE |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment