jazakAllah.
On 7 April 2012 20:30, rehana mohammadi <rehana_md2004@yahoo.com> wrote:
_Assalam Alaikum,!!
Duaon ki qobuliyat ka afzal waqt:1.Farz namaz k baad,2.Azan or aqamat k darmian,3.Tahajjud k waqt,4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar,
6.Iftaar k waqt,
7.Jummay k din ek ghadi,
8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt,
10.Arfat ka din maidan-e-Arfat main,
11.Quran ki tilawat k baad.
Messenger of Allah (PBUH) Said,"None of u is a True Momin until he Loves
for his Brother, What he Loves for Himself.
HADEES –
1.JOSHAKS HAR WQT BAWUZU RAHEGA, ALLAH USKI ROZI KUSHADA FARMAEGA.
2. KHUDA KI KHUSHI BAAP KI KHUSHI ME HAI OR KHUDA KI NARAZGI BAAP KI NARAZGI ME HAI.
3. SOOD KHANE WALE KE DUA QABOOL NAHI HOTI.
4. JISNE APNI NAMAZON KI FIQR CHOD DI, ALLAH NE USKI FIQR CHOOD DI.
5. AGR KOI SHAKS HR FARZ NAMAZ KE BAAD AYAT-AL-KURSI PADHE TO US KE AOUR JANNAT KE DARMIYAN KA FASLA SIRF MAUT HAI.
6. ALLAH US SHAKS KO ABAD KARTA JO HADIS SUN KE DOSRO TAK PAHONCHATA HAI.
1. Sura Yasin --- Relief from azaab in the grave.
2. Sura Ar Rahman --- It'll make us rich in dunia.
3. Sura Al Waqiya --- It'll release u from hunger.
4. Sura al mulk --- Brings light in ur grave…
5. Sura Al Jasiya --- It'll bring peace in ur lifeAl Hadees -----
Musalmaan par Musalmaan ke Panch Haq hai,
Salaam ka jawab dena,
Mareez ki Eeyadat karna,
Janaze ke Hamrah jana,
Dawat Khabul karna
Cheenk ka Jawab dena
Jannat ke 8 darjey ..
1. Jannatul mava.
2. Darul maqaam
3... Darul Salaam
4. Darul Khuld
5. Jannatul-adaan
6. Jannatul-nayeem
7. Jannatul-kasif
8. Jannatul-firdous
Best: &nb sp; & nbs p;
Leader -------- Allah
Guide -------- Quran
Lyrics -------- Azaan
Loyalty -------- Imaan
Request -------- Dua
Protection -------- Fitra
Oath -------- Kalma
Exercise -------- Namaz
Self Control -------- Roza
Charity -------- Zakat
Tour -------- Haj
Some Facts about Quran :---
Quran mein 700 baar Namaz ki dawat di gayi hai.
Ayesha (RA) ne sab se pehle Quran ki aayaton ko gina hai.
Quran me Surah-Al-Baqarah sabse badi Surah hai, aur Surah-Kausar sab se choti Surah hai.
Quran ko pura hone me 22 saal, 5 mahine, 14 din lage.
Quraan me ALLAH ka naam 2584 baar hai.
Duniya me Quran 103 language me hai.
Kal fursat na mili to kya karo ge, Itni mohlat na mili to kya karo ge,
Roz kehte ho kal parhon ga namaz,
Kal agar saans na rahi to kya karo ge…
Rasam se sunnat achi,
Neend se namaz achi,
Gunah se neki achi,
Bazar se masjid achi
Fazool baton se quran ki tilawat achi,
Gheebat se zikar acha,
Delete se forward acha..
Namaz jo hum par farz kar di gayi hai....
Fajar....bister main
Zohar..naukri main
Asar.....chaye main
Maghrib...rastey main
Esha......TV main
Jumma.... sonay main
Eid......bazaaron main
Na Durood, Na Salaam.... Yeh Kaisa Hai Musalman ?
Note: ISLAM KI KOI BAATH CHUPANA, SABSE BADA BAQEELHAI……………
Plz try to fwd this to all Muslims..... .......
May Mighty Allah Guide for all of us ..........Aameen BEST REGARDS
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment