*1408...Titliyoon k Par ...Pak Old*
Kitaboon main basi khushbo ki maandend sans sakin thi
Bohot se ankahye lafzoon se tasveren banaty they
kabhi hum khubsorat they
Prindoon k paron par nazm likh kar dour ki
Jhiloon main basne waly logoon ko sunaty they
Jo hum se dour they lekin hamare paas rahty they
kabhi hum khubsorat they
Naye din ki musafat jab kiran k saath ahngan main utarti thi
Naye din ki musafat jab kiran k saath ahngan main utarti thi
To hum kahty the ammi titliyon k par bohot hi khubsorat hain
Humeen mathe pey bhosa do
K
Hum ko titliyon k jugnoon k dais jana hay
Hameen rangoon k jugnuon roshni ki titliyan awaaz deti hain
Naey din ki musafat rang main dobi hawa k saath khirki se bulati hay
Humeen mathe pey bhosa do
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment