na martey hain na jeetey hain
tujh sa saiyaad nahin dekha
Latkae Huye Rakha Hai Sooli Pe Sab Ko,
Is Ishq Se Bara Koi Jallaad Nahi Dekha.
tujh sa saiyaad nahin dekha
Latkae Huye Rakha Hai Sooli Pe Sab Ko,
Is Ishq Se Bara Koi Jallaad Nahi Dekha.
Rose!
From: Kumar Singh <shouryarana@yahoo.com>
To:
Sent: Friday, February 24, 2012 9:37 AM
Subject: «*» RUKHSANA«*» Jo Mausam Beet Jata Hai Doobara Kyon Nahi Aata
Jo Mausam Beet Jata Hai Doobara Kyon Nahi Aata,
Kahin Se Lout Ker Bachpan Hamara Kyon Nahi Aata,Yahan Aane Ko To Har Din Kissi Ke Saath Aata Hai,
Jese Is Dil Ne Reh-Reh Kar Pukara Kyon Nahi Aata,Wo Jis Ki Lo Mohabbat Ki Jabeen Ka Istara Thi,
To Phir Raste Mein Hamare Wo Roshan Sitara Kyon Nahi Aata,Bohat Heart Hai Ab Bagon Mein Jab Kalian Chataktin Hain,
Hamare Dehyan Mein Lehja Tumhara Kyon Nahi Aata,Kabhi Phele Hue Pairon Se Jab Kirne Jhalakti Hai,
Tasawur Mein Un Ankhon Ka Ishara Kyon Nahi Aata,Bhatakta Phir Raha Hoon Din Ke Is Viraan Jungal Mein,
Mehakti Sham Ka Rangeen Kinara Kyon Nahi Aata.Hindi Version
जो मौसम बीत जाता है दुबारा क्यों नहीं आता,कहीं से लौट कर बचपन हमारा क्यों नहीं आता,यहाँ आने को तो हर दिन किसी के साथ आता है,जैसे इस दिल ने रह-रह कर पुकारा क्यों नहीं आता,वो जिस की लो मोहब्बत की जबीं का इस्त्र थी,तो फिर रस्ते में हमारे वो रोशन सितारा क्यों नहीं आता,बोहत हेअरत है अब बागों में जब कलियाँ चटकती हैं,हमारे धेयान में लहजा तुम्हारा क्यों नहीं आता,कभी फेले हुए पैरों से जब किरने झलकती है,तसवुर में उन आँखों का इशारा क्यों नहीं आता,भटकता फिर रहा हूँ दिन के इस वीरान जंगल में,महकती शाम का रंगीन किनारा क्यों नहीं आता।ranaAbhi toh haath mein jaam hai
Tohba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat toh
Bhai dekha jayega
Duniya ke baarey mein Socha jayega
http://groups.yahoo.com/group/Jawani_Diwanee/ join
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment