Ho Gaee Rukhsat Ghatta Barish Kay Baad I Deya Jalta Rahha Barish Kay Baad Merray Behtay Aansoon Ko Dekh Ker Roo Parhee Thandi Hawwa Barish Kay Baad Meri Tanhaee Ka Daman Thaam Ker Kuch Uddasi Nay Kahha Barish Kay Baad Yaad Terri Orhd Ker Main Soo Gayya KKhawab Ka Der Khull Gayya Barish Kay Baad Chaand Dekh Ker Badloon Ki Qaid Main I Sitara Ro Deya Barish Kay Baad Apnay Kachay Ghar Ki Her deewar Per Naam Tera Likh Deya Barish Kay Baad
|
--- On Wed, 15/6/11, Shahnaaz Ali <shougun05@yahoo.com> wrote:
From: Shahnaaz Ali <shougun05@yahoo.com> Subject: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» <<<<<<Naseeb >>>>>>>> To: Rukhsana@yahoogroups.com Date: Wednesday, 15 June, 2011, 8:46 AM
sard rutoon mai tumhain kaisy bhula sakti hoon?aag c dil mai lagaty ho kahan hoty ho?shehar k log b aksar ye sawal karty hainab bohat kam nazar aaty ho,kahan hoty ho? . .
Shahnaaz
From: sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in> To: Rukhsana <Rukhsana@yahoogroups.com> Sent: Tue, June 14, 2011 6:00:24 PM Subject: «*» RUKHSANA«*» <<<<<<Naseeb >>>>>>>> <<<<<<<<<<<Naseeb >>>>>>>>>>>>
Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin Ek pal Nahin jab Tumhe Humne Pukaara Nahin Meri Naakamiyon Ka Itna Bhi Ghum Na Kijiye Agar aap Jeete Hain to Main Haara Nahin Ye Naqsh-e-Dard Kasay Utar Jaaye Chehre Se Maine Abhi Aapka Ghum Dil se Utaara Nahin Tere bin Youn Kat Rahi Dariya-e-Zindagi Mein Kashti Bhi Hai Moojhi bhi hai,Kinaara Nahin Kar Rakhaa Hai Jisne Saare Ghar Mein Ujaala Aansu Hai Mera ye Koi Toota Hua Taara Nahin Kisko Gale Lagaa Ke Rooyen Na-Muraad Hum Is Bhari Duniya Mein Apna Koi Sahaara Nahin Mareez-e-Ishq Hai Tamannai Khudkushi Ka ab Gahre Hain Dil ke Zakhm,Aur Koi Chaara Nahin Wo aa Ke Poonchh Den Aansu Hamari Aankhon Se Itna bhi Hamare Haq Mein Naseeb Hamara Nahin kkhwab
|
|
0 comments:
Post a Comment