Waqt ki taiz rawi dekh ke dar jatey hain Log jetey hain kuch is tarah ke mar jatey hain Zindagaani teri azmat ko badhane wale Muskuratey hue maqtal se guzar jatey hain Bazm e yaraan ho ke dasht e shab e tanahai ho Zakhm bharne pe jab atey hain to bhar jatey hain Yeh shab o roz bhi auraq e pareshan ki tarah Baarha waqt ki aandhi main bikhar jatey hain Kitni yaadon se ulajhti hai meri tanhai Kitne toofaan mere sar se guzar jatey hain Door reh ker bhi kabhi shikwa e doori na raha Aap hi aap hain jis simt jidhar jatey hain Waqt nasaaz hai behtar hai ke ab lout chalain Shaam hote hi parindey bhi to ghar jatey hain
WARM REGARDS,
Akhtar khatri *****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THEFUTURE |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment