Wafa gar raas na aaye, wo wafa kyun karen
dua gar asmaan tak na jaye, hum dus kyun karen
uss dewane ke khwaab, din raat dekhte hein hum
naseeb mein faqat khwaab hain, milne ki chaah kyun karen
dil ki har ek dhardkan, uss ko sada deti hai pal pal
wo suni ko unsuni kar de, tou hum izhaar e wafa kyun karen
uss ki yaad tadapayegi zindagi bhar yunhi mujhe
behtar hai bhool jaoon dosto zakhm aur gehra kyun karen........ .....!!!! !
From: Rukhsana@yahoogroups.com [mailto:Rukhsana@yahoogroups.com] On Behalf Of sapna kamble
Sent: Monday, May 30, 2011 9:15 AM
To: Rukhsana@yahoogroups.com
Subject: �*� RUKHSANA�*� Re: «*» RUKHSANA«*» Re: Mera saath koi na de sakaa
Zindagi ko udaas kar bhi gaya Woh k mousam tha ek guzar bhi gaya Sare humdard bichre jate hain Dil ko rote hi the jegar bhi gaya Khair manzil to hum ko kiya milti Shoq_e_ manzil main humsafar bhi gaya Mout se haar maan le akhir Chera_e_zindagi utar bhi gaya!!! --- On Mon, 30/5/11, **Raju2Cool** <raju2cool@yahoo.com> wrote: From: **Raju2Cool** <raju2cool@yahoo.com> Subject: «*» RUKHSANA«*» Re: Mera saath koi na de sakaa To: Rukhsana@yahoogroups.com Date: Monday, 30 May, 2011, 9:23 AM Error! Filename not specified. Wo silsilay wo shoq wo nisbat nahi rahi Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi Toota hai jab se us ki masihai ka talisam Dil ko kisi maseeha ki hajat nahi rahi Phir yun hua ke koi shanasa nahi raha Phir yun hua ke dard mein shiddat nahi rahi Phir yun hua ke ho gaya masroof wo bohat Aur hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi Ab kya kisi ko chahein ke hum ko to in dino Khud apne ap se bhi mohabbat nahi rahi....~` --- On Tue, 24/5/11, sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in> wrote: From: sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in> Subject: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» Meraa saath koi na de sakaa To: Rukhsana@yahoogroups.com Date: Tuesday, 24 May, 2011, 3:49 PM ghar dil kaa abhi ujdaa nahi hai. magar is men rahta koi nahi hai joo tum caho to meet sakte hai duree dilo men ffashla yisha nahi hai tere janee se u wirra hai gulshan kishe bhi pydhpar patta nahi hai tumhy aasa hai mujhko bhul paana magar mere liy aasa nahi hai jo duoby ffr naa ubhroongy kabhi tum a ulffhat hai koi dareeya nahi hai humko choda hai jab se tumne tanhaa to duneya men koi aapna nahi hai humko parrkha nahi hai tune shayad KKHWAB bhi dil hee rakhtey hai patthar nahi --- On Tue, 24/5/11, a k h t a r <akhtar_khatri2001@yahoo.com> wrote: From: a k h t a r <akhtar_khatri2001@yahoo.com> Subject: «*» RUKHSANA«*» Meraa saath koi na de sakaa To: Rukhsana@yahoogroups.com Date: Tuesday, 24 May, 2011, 8:23 PM Ye shab-e-firaq ye bebasii hain qadam qadam pe udaasiyaan Meraa saath koi na de sakaa merii hasaratain hain dhuaan dhuaan Main tadap tadap ke jiyaa to kyaa mere khwaab mujh se bichhad gaye Main udaas ghar kii sadaa sahii mujhe de na koii tasalliyaan Chalii aisii dard kii andhiyaan mere dil kii bastii uja-d gai Ye jo raakh si hai bujhii bujhii hain isii main merii nishaaniyaan Ye fizaa jo gard-o-gubaar hai merii bekasii kaa mazaar hai Main vo phuul hoon jo na khil sakaa merii zindagii main vafaa kahaan WARM REGARDS, Akhtar khatri *****help what we can with others in need...the world is ONE big family***** ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THEFUTURE | | | |
Disclaimer: The information in this e-mail and in any files transmitted with it, is intended only for the addressee and may contain confidential and/or privileged material.
Access to this e-mail by anyone else is unauthorized. If you receive this e-mail in error, please contact the sender immediately and delete the material from your computer.
If you are not the intended recipient, any disclosure, copying, distribution or any action taken or omitted to be taken in reliance on it, is strictly prohibited.
Statements and opinions expressed in this e-mail are those of the sender and do not necessarily reflect those of MARAFIQ.
0 comments:
Post a Comment