KABHI KHUD PE KABHI HALAT PE ROONA AAYA,
BAAT NIKLI TO HAR EK BAAT PE ROONA AAYA.
From: sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in>
To: Rukhsana@yahoogroups.com
Sent: Wed, May 25, 2011 7:44:18 AM
Subject: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» Fw: Ak Ghazal
Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluum raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekin aa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatir sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa --- On Tue, 24/5/11, Prince <maharajrtk@yahoo.com> wrote:
|
0 comments:
Post a Comment