wo aakhri mulakaat yaad aati hai
nihaarti palkon me doobi wo shaam yaad aati hai
hasta nuskurata gungunta beparwah sa
wo khushiyon ki jaam yaad aati hai
saath guzare pal wo saare
sitaaron sazi wo raaton ke nazaare
chandni ki wo bahaar yaad aati hai
uss roz ki wo mulakaat yaad aati hai....
Prince!
From: sapna kamble <sapna_ashok9@yahoo.co.in>
To: Rukhsana@yahoogroups.com
Sent: Fri, May 20, 2011 1:03:09 PM
Subject: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» Kismat !
Nahi ab Mujhy kisika Intejaar naa hai......... ......... ... Wahi main hu, wahi meri har baat hai, fir bhi..... Naa jane Mujhy kisika Intejaar nahai......... ......... .. Har din hai wahi, Har Raat hai wahi, Fir bhi......... Naa jane Mujhy kisika Intejaar hai......... ......... .. Wahi hai suraj ki pahli Kiran, Wahi chand ki chandani or wahi chand hai, fir Bhi...... Naa jane Mujhy ye kisika Intejaar hai......... ......... .. Wahi hai sab Din, or Wahi saari raat hai, fir Bhi........ Naa jane Mujhy ye kisika Intejaar hai......... ......... .. Meri Najar Jhuki, Darkan thami si hai, kyoun aisa mera haal hai......... . Akhir kyoun mujhy kisi ka intejaar hai..
--- On Thu, 19/5/11, Shahnaaz Ali <shougun05@yahoo.com> wrote:
From: Shahnaaz Ali <shougun05@yahoo.com> Subject: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» Kismat ! To: Rukhsana@yahoogroups.com Date: Thursday, 19 May, 2011, 1:39 PM
Ek Bewafa Se Ahade Wafa Maangti Rahi Main Lailaaj Gham Ki Dawa Maangti Rahi
Shahnaaz
From: Prince <maharajrtk@yahoo.com> To: Rukhsana@yahoogroups.com Sent: Thu, May 19, 2011 12:42:55 PM Subject: «*» RUKHSANA«*» Kismat !
Kismat !
mujh ko paana hai to phir mujh main utar kar dekho youn kinare se samandar nahi dekha jaata
youn to hum tanhai main dil ko saza dete hain naam lekhte hain tera lekh k mita dete hain
gum ye nahi k hum ko zamana bura mila rona ye hai k aise zamane ko hum mile
jise manga tha main ne har dua main woh bin mangee kisi or ko hain mille !! Prince!
|
0 comments:
Post a Comment