Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa
kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluum raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa
kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekin aa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa
kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatir sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa
--- On Tue, 24/5/11, Prince <maharajrtk@yahoo.com> wrote:
From: Prince <maharajrtk@yahoo.com> Subject: «*» RUKHSANA«*» Re: «*» RUKHSANA«*» Fw: Ak Ghazal To: Rukhsana@yahoogroups.com Date: Tuesday, 24 May, 2011, 7:30 PM
Maine Dekha Tha Jo Khwaab, Wo Khwaab tu kah Gyaa Hakikat Ka Rang Dene Ko, Dil tarapta Hi Reh Gyaa,
Bahut khoob Ghazal kahi hai aapne ... Alam Qazi Ji !
har ashaar ek se baDhkar ek hai ... Very Impressive Creation .. !
dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen ... !
khush rahen ...
Prince!
From: Tanweer Akhtar <tanweer2012@yahoo.com> To: rukhsana@yahoogroups.com Sent: Tue, May 24, 2011 12:16:57 PM Subject: «*» RUKHSANA«*» Fw: Ak Ghazal
|
0 comments:
Post a Comment