Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu
"Har Ksi ko Mein Maaf Karta Hoon"
Kisi Ka Bhi Mein Dil Dukhane Se Darti Hoon Har Kisi Ke Zakmo Par Marham Laga Tha Hoon Dagha Khati Hoon Khud Laikin Dagha Dene Se Darti Hoon
Chot Khata Hun Khud Lekin Dard Kisi Se Baanta Nai Mein Munsif Hoon Zamane Ki Roosh Ko Dekh Kar Laikin Mein Rahenuma Tho Nai Zaalimo Ka Laikin Jo Mujrim Hain Unhe Bhi Saza Dene Se Darti Hoon Jo Jahil Hai, Unhe Bhi Samjhane Se Darta Nai Gadagar Ka Takaburr Dekh Kar Mein Dour-E-Hazir Me Kamzarfo Ka Sir Niche Kartha Hoon Moujuda Daur Me Fakhiroun Ko Bhi Kuch Rah-E-Khuda Dene Se Darti Hoon Unpadho Ko Bhi Rah-E-Khuda Me Ilim-E-Nafa Baantne Se Darta Nai Jo Apne Mohsinoun Ki Qaderdani Se Hain Naa Waqif Jo apne Rishto ki Zimmedari Se Hain Naa Waqif Mein Uss Kamzarf Insaan Ko Dua Dene Se Bhi Darti Hoon Mein Uss Key Jihalat Per Lanat Bhejta Hoon Jo Shar Angeez Hain Mujhko Woh Yun Buzzdil Samajhte Hain Jo Ahamaq Hey Woh Yun He Muje Kamzor Samajhte Hain Ke Mein Nafrat Ke Sholoun Ko Hawa Dene Se Darti Hoon Kyon Ke Hum Shamsheer Ka Sahara Lete Nahi Rahe Hain Muddatoun Aaloodah Jo Khud Khoon-E-Insaan Se Jo Barso Rahe Hey Apni Sar Zamin Ko Chod Kar Unhi Hathoun Ko Mein Hath Milane se Darti Hoon Unhi logo ko Mein Sirf Dhur se Salaam Karta Hoon Aandhiyoun Ki Nagri Me Aaftab Apni Tajjali Se Daheshat gardo ke Zulumi Ilaako Mey Shikasta Aaiyanoun Ko Bhi Jala Dene Se Darti Hoon Fatah Hasil Karne Se Bhi Mein Darta Nahi
Thanks & Regards Mr. Jhangir Muhammad
Thanks & Regards
Mrs Rubina Yasmeen |
0 comments:
Post a Comment