Usi ko yaad kartey hain Jisey hum zeest kehtay thy Ke laina sans bhi jis ke bina Humain ik jurm lagta tha Ke sang jiss k har ik lamha Khush-o-khuram lagta tha Jisey hum zindagi kehtey Jisey the shayari kehtey Ghazal ka qafia tha jo Nazm ka jo ke unwan tha Woh lehja jab badalta tha Qayamat khaiz lagta tha Waqt se agay chalta tha Bala ka teez lagta tha Jo saya ban ke rehta tha Juda ab uss ke rastay hain Chalo khuch dair hanstey hain Usi ko yaad kartey hain
WARM REGARDS,
Akhtar khatri *****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THEFUTURE |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
MARKETPLACE
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment