Qurbaton mein bhi judaai ke zamaane maange dil wo bemahar ke rone ke bahane maange Hum na hote to kisi aur ke charche hote khalqat-e-shahar to kahne ko fasaane maange Yahi dil tha ke tarasta tha maraasim ke liye Ab yahi tark-e-taalluq ke bahaane maange apna ya haal ke jee haar chuke lut bhi chuke Or mohabbat wohi andaaz purane maange Zindagi hum tarse daghon se rahe sharminda Or tu hai ke sada aaina khane maange dil kisi haal pe maane hi nahi jaan-e-'Faraz' mil gaye tum bhi to kya aur na jaane maange
WARM REGARDS,
Akhtar khatri *****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
ALL THE MAILS POSTED BY ME R NOT MY PROPERTY, ALL R TAKEN FROM NET, IF SOMETHING IS COPYRIGHTED PLZ INFORM ME, SO THAT I MAY NOT POST THE MATERIAL IN THEFUTURE |
__._,_.___
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.freewebs.com/rukhsanafm
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
http://www.indiaonlinefm.com
***********************************
Enjoy your stay at Rukhsana Group.
Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Lilly ,A k h t a r,Mumtaz Ali
Contact us at: llolli_bobby@yahoo.com
Aika_Rani@Yahoo.Com
akhtar_khatri2001@yahoo.com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com
**********************************
MARKETPLACE
.
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment