<>_<>WISHING YOU.. <>_<>
A Abount Fun Masti & More Much Jony Group Of Pakitan Wallpaper,
Attachment(s) from * Fazal e Elahi *
1 of 1 Photo(s)
| *1594...Udaas Mat Huwa Karo...Pak Old* Phir phool koi shakh par Sahma huwa sa dekh kar Jalte deiye k samne Jhonka hawa ka dekh kar Tum kion udaas ho gain Mosam khizaan ka dekh kar Tum ghamoon k bojh ka Mosamon k sooz ka Karb mat saha karo Udaas mat raha karo Yeh roop hain hayat k Rang hain kayenaat k Kuch gham ki taiz barisheen Kuch phool hain nishaat k Tum phool bas chuna karo Khaar mat chuwa karo Gham apni zaat k Saba ! Bure halaat k Saba ! Mujhye thama diya karo Udaas mat raha karo |