|
__,_._,___
A Abount Fun Masti & More Much Jony Group Of Pakitan Wallpaper,
|
दौलत शोहरत क्या करनी तेरे प्यार का सहारा काफ़ी है दौलत शोहरत क्या करनी तेरे प्यार का सहारा काफ़ी है ये महल अटारी नही चईये ये महल अटारी नही चईये तेरे दिल में गुज़ारा काफ़ी है दौलत शोहरत क्या करनीऽऽऽऽ मेरे सनम मुझे तेरी क़सम मेरी जन भी तू ईमान भी तू तेरे दम से है मेरा दम जान भी तू अंजान भी तू पैसा बैसा क्या करना मुझे पैसा बैसा क्या करना मुझे तेरा नज़ारा काफ़ी है दौलत शोहरत क्या करनीऽऽऽऽ प्यार मुहब्बत से दुनिया में कुछ बढ़कर होता भी नहीं दौलत जाऐ तो जाऐ कोई प्यार बिना, रोता भी नहीं ऐशो मसर्रत नई चईए मुहो ऐशो मसर्रत नई चईए तेरे नाम का सहारा काफ़ी है दौलत शोहरत क्या करनी |
Ishq Bahut Kuch Karva Deta HaiDo Gadhe Aapas Mein Baatein Kar Rahe The. Pehla Gadha: "Yaar Mein Jis Dhobi Ke Ghar Kaam Karta Hoon, Wo Mujhe Bahut Marta Hai" Dusra Gadha: "Tu Ghar Chod Kar Bhaag Kyo Nahi Jata" Pehla Gadha: "Kya Batau Yaar Dhobi Ki Ek Bahut Sunder Ladki Hai. Vo Jab Bhi Shrarat Karti Hai To Dhobi Kehta Hai Ki Teri Shadi Kisi Gadhe Se Kar Dunga. Bas Yeh Soch Kar Ruka Hua Hoon" |
If Animal Have Facebook.If Animal Have Facebook. These Are Most Likely To Be Their Status. Cockroach: "Managed To Skip From Someone's Foot Step Man, I Lead A Dangerous Life Style" Cat: "My Seventh Child Is Asking Who Is Her Father? What Should I Tell Her? I Don't Even Remember" Chicken: "If Tomorrow I Am Not Updating My Status. Means I Am Being Served At Kfc Love You All?" Octopus: "I Have Just Refilled My Ink Hurrrrrrraaaayyy" Goat: "Friends, Don't Go Outside, Eid Holiday Is Coming" |
ye tera naazuk badan hai ya koi mehka gulaab kya karu'n taarif teri har adaa hai laajawab kyo'n na ye dil tumko chaahe husn se bhi tum ho haseen paaO'n padte hain jahan pe phool khil jaate hain wahin jaan le lega hamaari ik na ik din ye sabaab ye tera naazuk badan hai ya koi mehka gulaab ruk gaye saawan ke baadal zulf jab chehre pe paDi ho dekh le jo unko shaayad bhool jaaye wo shaayari sang-e-marmar ka badan hai ya kisi shaayar ka khwaab..! |
koi chehra thehrta nahi koi aks chamakta nahi koi zar_e_umeed ka sira milta nahi haath kab say khaali hen khalaaon main uthaaye hoye kisi dua ko kabuliyat ka sharf milta nahi sab raayegaan lagta hy kissi riyazat ka summer milta nahi umeed_o_yaas main giray koi kahan jaye kis k paas jaye rasm_o_rawaaj ki kead main phansay hum log asulon ki laaj rakhty hoye apny paak be had paak jazbon ko apny peron talay rondany kiun lagty hen apny dill say, muhabat say nazren churaye kiss sakoon ki talash main sarkarda hen wo sakon kahan say aaye kon laaye keh koi sira milta nahi door kahen door, kissi roshani ki chaha main haath kab say khaali hen khalaaon main uthaaye hoye ye nasheab_o_faraz or hayat say fana ka safar kitna dushwaar lagta hy ye dukh kitna azeem hy keh meri fehm_o_farasat ko kahen koi suraagh milta nahi soch ko koi zaavia milta nahi muhabat hy k nafrat hy koi ishaara milta nahi is dill k tootay khanon main koi chehra ubharta nahi haath kab say khaali hen khalaon main uthaaye hoye kisi dua ko kabuliyat ka sharf milta nahi.... |