| |
| |
A Abount Fun Masti & More Much Jony Group Of Pakitan Wallpaper,
Main Khud Zameen Mera Zarf Aasmaan Ka Hai, Ke Toot Kar Bhi Mera Hausla Faulad Ka Hai, Bhichad Ke Main Us Se Is Liye Nahi Roya Tha, Wo Keh Gayi Thi, "Yeh Waqt Imtihan Ka Hai". rana Angregi khatam ho gayee Par Desi abhee baki hai |
Zindagi Ke Wo Lamhe Humein Bahut Yaad Aate Hai, Chahat Ki Hai Jis Se Wahi Phir Rulate Hai, Ek Pal Ko Bhi Na Chaha Tha Bhulna Unhe, Lekin Wahi In Aankhon Mein Aansu De Jate Hai rana Angregi khatam ho gayee Par Desi abhee baki hai |
| Movie: Jeet Singer(s): Suraiyya Music Director: Anil Biswas Lyricist: Prem Dhawan Actors/Actresses: Suraiyya, Dev Anand Year/Decade: 1949, 1940s Tum man kii piiDaa kyaa samajho tum man kii piiDaa kyaa samajho tum priit nibhaanaa kyaa jaano tum aag lagaanaa siikhe ho tum aag bujhaanaa kyaa jaano tum chaahate ho ham rote rahen ro ro ke jiivan khote rahen auron ko rulaanaa siikhe ho tum aaNsuu bahaanaa kyaa jaano ab aur sataao naa ham ko lo ham haare tum jiit gae tum dil taDapaanaa siikhe ho tum dil bahalaanaa kyaa jaano jis raah men sang sang chalanaa thaa sang jiinaa thaa, sang maranaa thaa us raah men akelaa chhoD gae tum saath nibhaanaa kyaa jaano tum saath nibhaanaa kyaa jaano7 Have A Wonderful Week ![]() |